Books are the bees which carry the quickening pollen from one to another mind.

James Russell Lowell

Bạn cần đăng nhập để download eBook.
 
 
 
 
Unse Mili Nazar Ki Mere Hosh Udh Gaye
Sáng tác:
Warning: Invalid argument supplied for foreach() in /var/www/pghtml/web/motsach/lyrics/lyrics_content_body.php on line 26
Lời nhạc Lata Mangeshkar: epub ePub PDF A4A4   PDF A5A5   PDF A6A6  
 
 
Unse Mili Nazar
Ki Mere Hosh Udh Gaye
Aisa Hua Asar
Ki Mere Hosh Udh Gaye
Jab Woh Mile Mujhe Paheli Baar
Unse Ho Gayi Aakhen Chaar
Paas Na Baithe Pal Bhar Woh
Phir Bhi Ho Gaya Unse Pyar
Itni Thi Bas Khabar
Ki Mere Hosh Udh Gaye
Unki Taraf Dil Jhukne Laga
Badhke Kadam Phir Rukne Laga
Apne Aap Dum Ghutne Laga
Chaye Woh Iss Kadar
Ki Mere Hosh Ud Gaye
Ghar Mere Aaya Woh Mehemaan
Dil Mein Jagaye Sau Toofan
Dekh Ke Unki Surat Ko
Hay Rah Gayi Mein Hairan
Tadpun Idhar Udhar
Ki Mere Hosh Ud Gaye