People have a hard time letting go of their suffering. Out of a fear of the unknown, they prefer suffering that is familiar.

Thích Nhất Hạnh

Bạn cần đăng nhập để download eBook.
 
 
 
 
Tum Agar Mujhko Na Chaaho
Sáng tác:
Warning: Invalid argument supplied for foreach() in /var/www/pghtml/web/motsach/lyrics/lyrics_content_body.php on line 26
Ca sĩ: Mukesh
Lời nhạc Mukesh: epub ePub PDF A4A4   PDF A5A5   PDF A6A6  
 
 
Tum Agar Mujhko Na Chaaho To Koi Baat Nahin
Tum Kisi Aur Ko Chaahogi To Mushkil Hogi
Ab Agar Mael Nahin Hai To Judaai Bhi Nahin
Baat Todi Bhi Nahin Tumne Banai Bhi Nahin
Yeh Sahara Hi Bahut Hai Mere Jeene Ke Liye
Tum Agar Meri Nahin Ho To Parayi Bhi Nahin
Mere Dil Ko Na Saraaho To Koi Baat Nahin
Gair Ke Dil Ko Saraahogi To Mushkil Hogi
Tum Kisi Aur Ko Chaahogi To Mushkil Hogi
Tum Haseen Ho Tumhe Sab Pyar Bhi Karte Honge
Maein Jo Marta Hoon To Kya Aur Bhi Marte Honge
Sabki Aankhon Mein Issi Shaukh Ka Toofan Hoga
Sabke Seene Mein Yahi Dard Ubharte Honge
Mere Gham Mein Na Karaaho To Koi Baat Nahin
Aur Ke Gham Mein Karaahogi To Mushkil Hogi
Tum Kisi Aur Ko Chaahogi To Mushkil Hogi