Nếu bạn đã cố gắng hết sức mình thì bạn sẽ vẫn thanh thản ngay cả khi gặp thất bại.

Robert S. Hillyer

Bạn cần đăng nhập để download eBook.
 
 
Bài Hát Xem Nhiều
 
Bài hát mới đăng
 
Raat Kali Ek Khwaab
Sáng tác:
Ca sĩ: Kumar Sanu
Lời nhạc Kumar Sanu: epub ePub Kindle Mobi/PRC PDF A4A4   PDF A5A5   PDF A6A6  
 
 
Hmm, hey
Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar hui - 2
Subho ko jab hum neend se jaage, aankh unhi se chaar hui
Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar hui
(Chaahe kaho ise meri mohabbat, chaahe hasi mein uda do
Yeh kya hua mujhe, mujhko khabar nahin, ho sake tum hi bata do) - 2
Tumne kadam to rakha zameen par, seene mein kyoon jhankaar hui
Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar hui
(Yun to haseenon ke, maahajabinon ke hote hai roz nazaare
Par unhe dekhke dekha hai jab tumhe, tum lage aur bhi pyaare) - 2
Baahon mein le loon, aisi tamanna ek nahin kayi baar hui
Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar hui
Subho ko jab hum neend se jaage, aankh unhi se chaar hui
Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar hui