In reading, a lonely quiet concert is given to our minds; all our mental faculties will be present in this symphonic exaltation.

Stéphane Mallarmé

Bạn cần đăng nhập để download eBook.
 
 
 
 
Nasha Ye Pyaar Ka Nasha Hai
Sáng tác:
Warning: Invalid argument supplied for foreach() in /var/www/pghtml/web/motsach/lyrics/lyrics_content_body.php on line 26
Ca sĩ: Udit Narayan
Lời nhạc Udit Narayan: epub ePub PDF A4A4   PDF A5A5   PDF A6A6  
 
 
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Ki jabse maine tumko ye dil de diya
Meetha meetha sa dard le liye
Suno o priya
Maine tumko dil diya
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Nazar se yoon nazar mili nazar
Deewana main ho gaya
Asar ye kya hua asar
Kahan ye mann kho gaya
Behke behke kadam behka behka hai mann
Chha gaya chha gaya mujhpe deewanapan
Sun o priya
Maine tumko dil diya
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Jhguki jhuki nigaah mein bala ki shokhiyaan chhupi
Khuli khuli laton mein bhi haay ghata ki mastiyaan ruki
Ye haya ye ada ye haseen ye nayan
De gaya de gaya meethi meethi chubhan
Suno o priya
Maine tumko dil diya
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Ki jabse maine tumko ye dil de diya
Meetha meetha sa dard le liye
Suno o priya
Maine tumko dil diya
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon