Tôi biết giá trị của thành công: cống hiến, làm việc chăm chỉ, và sự hy sinh không cần bù đắp cho những việc bạn muốn nó xảy ra.

Frank Lloyd Wright

Bạn cần đăng nhập để download eBook.
 
 
Bài Hát Xem Nhiều
 
Bài hát mới đăng
 
Chandi Ki Deewar Na Todi
Sáng tác:
Ca sĩ: Mukesh
Lời nhạc Mukesh: epub ePub Kindle Mobi/PRC PDF A4A4   PDF A5A5   PDF A6A6  
 
 
Chandi Ki Deewar Na Todi
Pyar Bhara Dil Tod Diya
Ek Dhanwan Ki Beti Ne
Nirdhan Ka Daman Chhodh Diya
Chandi Ki Deewar...
Kal Tak Jisne Kasme Khai
Dukh Mein Saath Nibhane Ki
Aaj Woh Apne Sukh Ki Khatir
Ho Gayi Ek Begaane Ki
Shehnaiyon Ki Goonj Mein Dab Ke
Reh Gayi Aah Deewane Ki
Dhanwano Ne Deewane Ka
Gam Se Rishta Jod Diya
Ek Dhanwan Ki Beti Ne...
Woh Kya Samjhe Pyar Ko Jinka
Sab Kuch Chandi Sona Hai
Dhanwano Ki Is Duniya Mein
Dil To Ek Khilon Hai
Sadiyon Se Hi Toot-ta Aaya
Dil Ka Bas Yeh Rona Hai
Jab Tak Chaha Dil Se Khela
Aur Jab Chaha Tod Diya
Ek Dhanwan Ki Beti Ne ...