It is what you read when you don't have to that determines what you will be when you can't help it.

Oscar Wilde

Bạn cần đăng nhập để download eBook.
 
 
 
 
Jaane Kahan Le Ke Jaaye
Sáng tác:
Warning: Invalid argument supplied for foreach() in /var/www/pghtml/web/motsach/lyrics/lyrics_content_body.php on line 26
Ca sĩ: Kumar Sanu
Lời nhạc Kumar Sanu: epub ePub PDF A4A4   PDF A5A5   PDF A6A6  
 
 
Jaane kahan le ke jaaye zindagi
Kaise khwaab dikhaaye zindagi
Ban ke tera humsafar main chala jaane kidher
Zindagi o zindagi
Kya kya rang dikhaaye zindagi
Jaane kahan le ke jaaye zindagi
Abhi abhi chalte chalte
Aisa laga hai
Abhi abhi tune mujhse kuch to kaha hai
Mere har kadam par tune khushiyaan bhichha di
Chaaha tha jo kuch maine
Sab mil gaya hai
Koi shikwa bhi nahin
Kuch shikayat bhi nahin
Zindagi o zindagi
Itna phool khilaaye zindagi
Jaane kahan le ke jaaye zindagi
Dil mera laaya mujhko
Dil ke sheher mein haan
Taare bhichhe hain kaise
Har reh guzar mein
Khushiyaan huwi hain mujhko
Itni merherbaan
Rehta hoon jaise ab to khushiyaan ke ghar mein
Is sheher ko hai talaash
Reh guzar ko hai talaash
Zindagi o zindagi
Dil ke saans sunaaye zindagi
Jaane kahan le ke jaaye zindagi
Ban ke tera humsafar main chala jaane kidher
Zindagi o zindagi
Posted By : Mastani Laila